Sunday, May 13, 2012

SHER

SHER CORNER

jis tarah aaftaab se koi roshni ko door nahi kar sakta
usi tarah mujhe tumse koi juda nahi kar sakta
tu meri aashnaa ha meri aarzoo ha jise har pal ma apne aaghosh mein rakhna chahta hoon
teri absaar mein kho jaane ki tamanna rakhta hoon jaise koi shama parwaane ke saath hi roshan jaahan kare waise hi tum aur main bina ek duje ke adhoore hain
aur mere ishq ka isbaat doon ke ma tere saath apne jeevan ka asfaar tai karna chahta hun
aur ab yeh aalam ha ke iztiraab itna ha ke tujhe mile bina ma gaata hun afsurdah me



No comments:

Post a Comment